Dil ke dard ne kuch yu hame tod diya,
Beech bhawar me lakar hame chod diya,
Kinare pahuchne ka ilm tha kabhi dil ko,
Par ab doobne ko hamne apna muquaddar bana liya..........
Rut madhosh, sama khamosh..
Dil me hain ye kaisa josh,
Samaz na aata raaz iska,
Jaake kisse kare deedar iska.........
No comments:
Post a Comment