Tuesday, May 25, 2010

Monday, December 28, 2009

jindagi ki karamat

kabhi 2 lagta hain ham jo kar rahe hain sahi kar rahe hain...............par fir achanak se lagta hain nahi ye sahi hain...............dil sabhi rasto par daudna chahta hain..............................par samaz me nahi aata kya sahi hain kya galat

Tuesday, October 28, 2008

Ik dil walo ki basti thi
Jahan chand or sooraj rahtey they
Kuch sooraj man ka pagal tha
Kuch chand bhi shookh or chanchal tha
Basti basti phirty thay
Her pal hanstay rahtay thay
Phir ik din dono rooth gay
Aur sary sapny toot gay
Ab chand bhi us waqt aata hai
Sooraj jab so jata hai
Badal shab se kehty hain
Sooraj uljha rehta hai
Chand kay saath sitary hain
Per sooraj tanha rahta hai
kuch pata nahi kal kya hone waala hain kal ki chodo hame to aaj ka bhi pata nahi